60+ Khubsurti Ki Tareef Shayari In Urdu | husn shayari
हेलो दोस्तों क्या आप अपने भी किसी दोस्त की खूबसूरती पर कुछ शायरियां उसको तोहफे में देना चाहते हैं तो इस आर्टिकल को जरूर पढ़िए। आज का यह आर्टिकल हमने बहुत मेहनत से बनाया है ताकि हम आपको बेहतरीन शायरियां दे सकें। यह शायरियां आपके महबूब की खूबसूरती में चार चांद लगा देंगी।
दोस्तों यह शायरियां रोमांटिक होने वाली नहीं है यदि आपको रोमांटिक शायरियां देखनी है तो यहां पर क्लिक करें
https://bit.ly/3aKOSlo
Yu Na Nikla Karo aaj kal raat ko
Chand chup jayega dekh kar aapko
https://bit.ly/3aKOSlo
Tareef Karun kya Teri
Kuch Alfaaz Hi Na mile
Jab Se dekha Hai tumko
Dil me Arman se Jage
https://bit.ly/3aKOSlo
Duniya mein Tera husn meri Jaan salamat rahe
Sadiyo Tak jameen per Teri kayamat rahe
Jab maine chand ko apna chand dikhaya
Raat me nikla par husn pr nhi itraya
https://bit.ly/3aKOSlo
Usne Mahboob ki tareef kuch is kadar ki
Raat bhar aasmaan me chand bhi dikhayi na diya
Nigha uthe to subha ho
Jhuke to shaam ho
Ek baar muskura bhar do
To katle aam ho jaye
Masoom si Surat Teri Dil mein utar jaati Hai
Bhul jaaun tujhe kaise Tu Mujhe har jagah najar a jaati Hai
https://bit.ly/3aKOSlo
Also read Also read sadness quotes in Urdu
https://bit.ly/3aKOSlo
Mere Dil ki dhadkanon ki vah jarurat si Hai
Titliyo Jaisi najuk pariyon Jaisi khubsurt si Hai
Tareefo se ji bhara sa hai
Ek woh nhi to sab adhura sa hai
Ae Sanam jisne tujhe chand si Surat di hai
Usi allah ne mujh ko mohabbat di hai
Na pucho husn ki tareef hamse
Mohabbat jis se ho bas woh hasi hai
Ajab teri hai ae Mahboob surat
Nazar se gir gaye sab khubsurat
Tere husn Ko kisi parde ki jarurat hi kya hai
Kaun rehta hai hosh mein tujhe dekhne ke bad
https://bit.ly/3aKOSlo
Kya husn tha ki aankhon Se dekha hajar bar
Fir bhi najar ko hasrat e Didar rah gai
Ishq Ko jab husn se najar Milana a Gaya
Khud BA khud ghabra ke kadmon mein jamana a Gaya
Hansi To aur hai lekin koi Kahan tujh sa
Jo Dil Jale bahut fir bhi dilruba Lage
https://bit.ly/3aKOSlo
Also read 70+ badmashi poetry in urdu
Also read 100+ attitude quotes
Also read 50+ attitude poetry
Husn ke samajhne ko umra chahie Jana
Do ghadi ki Chahat mein ladkiyan nahin khulti
https://bit.ly/3aKOSlo
Tumhari aankhon ki toheen Hai Jara socho
Tumhara chahane wala sharab pita Hai
Husn walon Ko kya jarurat hai sawarne ki
Vah to saadgi mein bhi Qayamat si Ada rakhte Hain
Masoomiyat se bhara khubsurat chehra Hai
Use per Kale til ka pehra hai
Yah Jo nigahon Se hamare Dil Ko halal karte ho
Karte to vaise jurm Ho lekin Kamal karte Ho
https://bit.ly/3aKOSlo
Dekh kar tumko yaki hota Hai
Koi itna bhi haseen hota Hai
Dekh paate Hain hum kahan Tumko
Dil kahin hosh kahin hota Hai
Vah Ghar Se ban Sanwar kar jab kabhi nikalte Hain
Unse Roshni lekar so chirag jalte Hain
Teri zindagi bhi Jaaneman kitni bemisal hai
Sari duniya Hai Marti tere husn Ka Kamal hai
Tujhko dekha To fir usko dekha Na Gaya
Chand kehta Hi Raha main Chand hoon main Chand hoon
Tere Dard ko hi aah ka haq hai
Jaise tere husn ko nigha ka hak hai
Mujhe bhi ek Dil Diya Hai khuda ne
Mujh nadan Ko bhi ek gunah ka hak hai
https://bit.ly/3aKOSlo
Mujh ko maloom nahi husn ki tareef
Teri najron mein haseen woh hai jo tumsa hai
Chand ki chamak bhi fiki lagti Hai
Tu pariyon Se jyada khubsurat dikhti hai
Badi fursat Se banaya Hai khuda ne tujhe
Barna surat Teri is kadar na Chand Se milati
Husn ki wadiyo mein khoye hue Hain sab
Aur kahate Hain Mohabbat karte Hain ham
Bazaar mein Ishq nahin sirf husn bikta hai
Ishq ibadat Hai Jo Naseeb se milta Hai
Surat ki nahin Sirat ki baat karte Hain
Ishq karne Wale sirf bichhane Se darte Hain
Khubsurat chehre ki baat Na kar
Vah bewafa Hai use yad mat kar
Khushbu a Rahi Hai kahin Se taje gulab ki
Shayad khidki khuli rah gai hogi unke Makan ki
Aankhon mein Teri koi Karishma jarur hai
Tu jisko dekh le vah behakta jarur hai
Bahut khubsurat Hai hamara Sanam
Khuda Aisa chehra banata hai kam
- Also read 70+ badmashi poetry in urdu
- Also read 100+ attitude quotes
- Also read 50+ attitude poetry
Unki tareef kya puchte Ho umr sari gunaho mein gujari hai
Ab sareef ban rahe Hain aise Jaise vah Ganga nahaye hue hain
https://bit.ly/3aKOSlo
Tere husn per tareef Bhari kitab likh deta
Kash ki Teri wafa tere husn ke barabar hoti
Sochta Hun har kagaj per Teri tarif karun phir khyal
Aaya ki padhne wala bhi Tera Deewana Na Ho jaaye
Kya likhu Teri Surat ki tareef mein mere hakdam
Alfaaz khatm Ho Gaye Hain Teri adaen dekh dekh kar
Ab ham samjhe tere chehre per til ka matlab
Husn ki Daulat par darbaan bitha rakha hai
Milavat hai tere husn me itr or sharab ki
Tabhi me todha mehka hu todha behka hu
Shayad tujhe khabar nahin ae shame aarzu
Parwane tere husn pe kurban gaye hain
Ek line mein kya Teri tareef likhu
Pani bhi Jo dekhe tujhe To pyasa Ho jaye
Teri tareef meri shayari mein jab Ho jayegi
Chand Ko bhi kadar kam ho jayegi
Teri Aankhon ke Jadu Se Tu khud nahin Hai bakif
Ye Use bhi jina sikha de Jise Marne ka shauk hai
https://bit.ly/3aKOSlo
Uske chehre ki chamak ke samne sab sada Laga
Aasman per Chand pura tha magar aadha Laga
Pata Hai kyon har Sham
Chand aadha aata Hai
Kiyuki woh bhi teri khubsurti ko dekh kar sharmata hai
Ham to fana Ho Gaye unki Aankhen dekh kar ghalib
Na jaane wo aaina kaise dekhte honge
Neend Se kya shikwa Jo aati nahin raat bhar
Kasur to use chehre Ka Hai Jo Sone nahin deta
Bikhar jati hai khusbu si kisi ki yaad aate hi
Na jaane Kaun savan bin mosam barsata hai
Dhire Se sarakti Hai Raat
Uske Aanchal ki tarah
Uska chehra najar aata Hai
Jhil mein likhe Kalam ki tarah
Tumhari ek nigah se katal hote hai
Ek Nazar humko bhi dekh lo
Tum bin jindagi acchi nahin lagti
Phoolon Se khubsurat koi nahin
Sagar Se gehra koi nahin
Ab aapki tareef kya karun
Khubsurti mein Aap jaisa koi nahin
https://bit.ly/3aKOSlo
Fizaon mein rang bikhre Tumhar Chand sa chehra
Mujhe Bechain kar ye tumhara Masoom Chand Sa chehra
Mere khatir sabarta Hai tumhara Chand sa chehra
Kiska chehra ab main dekhun
Chand bhi dekha.... phool bhi dekha
Badal bijali.......... Titli Jugnu
Koi nahin Hai Aisa...... Tera husn hai jaisa
- Also read 45+ love poetry in Urdu
- Also read 70+ sad love poetry in urdu
Bahut khubsurat Hai hamara Sanam
Khuda banata hai chehra hamara
Tere husn Ka Deewana har koi hoga
Lekin meri Jaisi diwangi har kisi mein nahin hogi
Mera Ishq bhi Tera husn bhi
Gazlo mein Aakar bhul gai
Meri shayari ki kitaab
Kabhi kho gai kabhi mil gai
Subah ki lali Ho Tum
Mere Dil mein basi Hui ek Aashiqui Ho Tum
Aur bhi is Jahan mein aaye Aashiq kitne
Unki aankhon ko Tum Ko dekhne ki Hasrat Hai
Mil jaenge hamari bhi tareef karne Wale
Koi hamari maut ki afwah to phelio ke dekho yaar
https://bit.ly/3aKOSlo
Dekh lete tum To fir ikrar Ho jata
Uljhane mit jati aur Pyar ho jata
Kuchh fizaayein rangeen Hai kuchh aap haseen hai
Tarif Karun ya chup rahun jurm donon sangini hai
Kahaan Tak Likhoon Ek Taaza Shayari Aapke Liye
Aapke Husn Mein To Roj Ek Nayi Baat Hua Karti Hai
Hum To Fhana Ho Gaye Unki Aankhen Dekhkar
Na Jana Wo Aina Kaise Dekhte Honge

Comments
Post a Comment
Ask me anything here...